Dewar E Cheen History In Urdu - Hindi - Great Wall Of China
Watch: Dewar E Cheen History In Urdu - Hindi. I Will Describe You About The Great Wall Of China
Please Subscribe My Channel: https://www.youtube.com/channe....l/UC_5Z7jI5uYE_dKgm0
Also Watch: https://8ballpoolapkhack.com
HISTORY OF DEEWAR E CHEEN:
Azeem deewar e cheen ka shumar duniya ke 7 ajaibat mai hota hai.Ye diwaar cheen ko mulk dushman hamlo se bachane ke liye us waqt ke cheen ke badsha ne tameer karwai. cheen ke shumal mai mangol qoum ka mulk mangoliya abad hai .waha ke khana badosh log ,daku ,lutaire aur kahbi kahber wahan ke hukmran jab bi moqa milta cheen per hamla aawar ho jate aur ahle cheen ka aman tehas nehas ker daity .
Aap ye jan ke hairan hu ge diwaae cheen ki tameer mai 1000000 se zaid mazdooru ne hissa liya auer ye azeem shahkar takhleeq hua diwaar e cheen ki lambai 13200 meel hai aur har 200 gaz ke fasly per secyrity room banaye gaye hain is diwaar per aik waqt mai 5 gory tak dour skte hain jab diwar toot phoot ka shikar hona shuru hoi tu is ki bunyado se insani baqiyat mili jo ye sabit krti hain ke us douor ke cheen ke logo ne apne wajjod per is diwaar ko tamer kiya;
diwaar cheen ke bare mai kaha jata hai ke ye wahid insani tameer hai jiss khla se dikha ja skta hai mgr baad mai is ko mehaz aik mafrooza qaraar diya gaya.
Thanks For Watching This Video. Please Like, Comment and Share and SUBSCRIBE